
Aaj jo dua mangni ha mang lo,Q k jis gar me kutta ho, us gar me dua qabool nahe hoti,
ye mulk b hamara gar hai,
.
.
aur kutta filhal mulk se bahr hai... ;->
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko
customer :
waiter asi chaai pilao kay tan man dhan main waka waka ho jay
waiter:
Sir humary haan bhains ka doodh ata hay shaakira ka nahi ;)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain
Jab light ho out of control
Taar ko TU kar ke goal
Taar ko TU kar ke goal konda lga ke boal
AaaaLL IS WELL
K.e.s.c kya janey kunda kahan hoga???
Tv,fridge or fan bhe tera on hoga
Tar utha Kunda laga
Kunda laga k bol bhayya
AAaAaAL IZZ WELL......
1 admi car main 2 lrkiyon k 7 betha hai.
Car ka No. 2989 hai,
jo Car ka number hai wohi admi ka
un larkyon say rishta hai.Batao kia rishta hoa?
Its challenge 4 u.
.
.
.
.
.
.
.
.
Answer: Nawassi
GirL:
Jab tum ko fone karo tum Shave kar rahe hote ho
Tm din mei kitni Shave karte ho?
Boy
30 se 40
GirL:
Kya tum PaGaL ho?
Boy:
Nahi Main
"Naeei" hon
Larki ka bap larki se: jise tum pasand karti ho us k pas bangala car jaidad he.
Larki: toba he sub mard 1 jese hote hen wo bhi aap k bare ma yahi puch raha tha
Line marnay k bohat say tarekay hay jis may say 3 mandarja zail hay. . . . . . . . . . . . . .
1: Pencil se.
2: Pen se.
3: Marker se.
Be positive yar ;
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..